Panchtantra / प ं च त ं त ् र - Acharya Prashant - Books - Notion Press Media Pvt Ltd - 9798885915229 - February 7, 2022
In case cover and title do not match, the title is correct

Panchtantra / प ं च त ं त ् र

Acharya Prashant

Panchtantra / प ं च त ं त ् र

Sanskrit nitikathaaon me Panchtantr ka pehla sthaan hai. Iski rachna teesri shataabdi Isa poorv ke aaspaas ki gayi thi.

Kahaani ke sabhi paatr pashu aur pakshi hain. Inki sabhi kahaniyaan rochak aur niriparak hain, jo humein uchit-anuchit ka paath padhaati hain. Yahan humein seekh milti hai bandar se, siyar se va anya jeev jantuon se.

Acharya Prashant Ji ne in kahaniyon ki shikshaon ko dharatal se uthakar adhyatm ki unchaiyon par pahuncha diya hai. Acharya Ji batate hain ki ye janwar aur koi nahin balki humaare man ke hi sabhi bhaavon ka prateek hain. Sabhi janwar kisi-na-kisi roop me humare bheetar hi maujood hain.

Acharya Ji ki vyakhya aapko in kahaniyon me chupe rahasypoorn gyaan se parichit karayegi. Inki kahaniyaan hi kuch aesi hain ki kai maukon par aapko hansi nahin rukegi aur kai mauke aese aayenge jinme aap aatm-avlokan me doob jaaenge.


166 pages

Media Books     Paperback Book   (Book with soft cover and glued back)
Released February 7, 2022
ISBN13 9798885915229
Publishers Notion Press Media Pvt Ltd
Pages 166
Dimensions 127 × 203 × 10 mm   ·   186 g
Language Hindi  

Show all

More by Acharya Prashant